Wednesday, August 23, 2017

Banjara - Ek Villain - Mohammad Irfan - Guitar chords and cover


Hi,

Key of the song is C#m,

Watch the video to know, how I covered the song with the given chords.


(C#m)Jise zindagi (A)dhoond rahi hai , (C#m)Kya ye woh (A)mukaam mera hai,
(C#m)Yahaan chain se (A)bas ruk jaaun, (C#m)Kyun dil ye (A)mujhe kehta hai, 
(B)Jazbaat naye se mile hai, Jaane kya asar ye hua hai
(A)Ik aas mili phir mujhko, (B) Jo kubool (Ab)kisi ne kiya hai

(C#m)Haan kisi shayar (A)ki ghazal, (C#m)Jo de rooh ko (A) sukoon ke pal
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Naye mausam (A)ki sehar,  (C#m) ya sard mein (A)dopahar..(B)
Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare(C#m)  ko ghar.. …
(C#m) Hm(B) mm(E) m(B) mm(C#m)  Aa… aa…

(E)Jaise koi (G#m)kinara,(E) deta ho (G#m)sahara, Mujhe (A)woh mila, (B)kisi mod(E) par
(E)Koi raat ka (G#m)taara, (E)karta ho (G#m)ujala, (A)Waise hi roshan (B)kare, woh (E)shehar
(Ab)Dard mere woh (C#m)bhula hi gaya kuch (A)aisa asar (B)huya,
Jeena mujhe phirse woh sikha (C#m)raha
(C#m)Hmm jaise baarish (A)kar de tar, (C#m)ya marham (A)dard par
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Naye mausam (A)ki sehar, (C#m) ya sard mein (A)dopahar
 (B)Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare(C#m)  ko ghar

(E)Muskaata ye (G#m)chehra, (E)deta hai jo (G#m)pehra,
(A)Jaane chupata kya (B)dil ka (E)samundar
(E)Auron ko toh (G#m)hardum,(E)saaya deta(G#m) hai,
Woh (A)dhoop mein hai (B)khada khud (E)magar

(Ab)Chot lagi hai (C#m)use phir kyun (A)mehsoos mujhe ho (B)raha
Dil tu bata de kya hai irada (C#m)tera ? Hmm…
(C#m)Main parinda(A) besabar, (C#m)tha udha jo (A)darbadar
(B)Koi mujhko yun mila hai, jaise(C#m) banjare ko ghar
Naye mausam (A)ki sehar, (C#m) ya sard mein (A)dopahar

 (B)Koi mujhko yun mila hai, jaisebanjare(C#m)  ko ghar, Jaise (C#m)banjare ko ghar X3

No comments:

Post a Comment